Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChandni (1989)
HomeChandni (1989)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere dil mein main apne armaan rakh doon tere dil mein main apne armaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon aankhen hai teri kyun khali khali baaten kahaan gayi woh pyaar waali aankhen hai teri kyun khali khali baaten kahaan gayi woh pyaar waali tere honthon pe apni muskaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon aansoo tere nikle dil mera roye chot lage tujhko to dard mujhe hoye aansoo tere nikle dil mera roye chot lage tujhko to dard mujhe hoye tere zakhmon pe apni zubaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon saiyaan ye baiyaan zara thaam le tu munh se kisi cheez ka naam le tu saiyaan ye baiyaan zara thaam le tu munh se kisi cheez ka naam le tu tere kadmon mein saara jahaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon aa meri jaan main tujh mein apni
chandni o meri chandni tu meri chandni rang bhare baadal se tere naino ke kaajal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni rang bhare baadal se tere naino ke kaajal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni lal lal lal lal lal la lal lal lal lal lal la lala lala lala lala lal la lala lala lala lala lal la chandni o meri chandni bin poochhe ye kaam kiya tumne mujhe badnaam kiya pyaar mujhe tum karte ho phir kis baat se darte ho phir kis baat se darte ho dil pe likhi baaton ko ponchh na de tu aanchal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni koi phool koi tauhfa tum kuchh bhi saath nahin laate apni mehbooba se milne khaali haath nahin aate khaali haath nahin aate aaj main phir bhool gaya yaad rakhunga yeh kal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni chandni o meri chandni naam mera dil par likh kar tumne baat bana li hai maine to dil ke ander teri tasveer laga li hai teri tasveer
lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai wahi aag seene mein phir jal padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai kuchh aise hi din the wo jab hum mile the aaaaaaa chaman mein nahin phool dil mein khile the aaaaaa wohi to hai mausam magar rutt nahin wo aaaaaa mere saath barsaat bhi ro padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai aaaaaa lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai koi kaash dil pe zara haath rakh de mere dil ke tukdon ko ik saath rakh de magar ye hai khaabon khyaalon ki baaten kabhi toot kar cheez koi judi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai wahi aag seene mein phir jal padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai
main sasuraal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron main sasuraal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron pehla sandesa sasur ji ka aaya pehla sandesa sasur ji ka aaya achhaa bahaana ye maine banaaya budhe sasure ke o budhe o budhe o budhe sasure ke sang nahin jaaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron duja sandesa saasu ji ka aaya duja sandesa saasu ji ka aaya budhiyaa ne haaye mujhe kitna sataaya iss budhiyaa ko iss budhiyaa ko ab main sataaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron teeja sandesa nanadiyaa ka aaya teeja sandesa nanadiyaa ka aaya jisne issharon pe mujhko nachaaya usse ghunghuroo ab usse ghunghuroo ab main pehnaaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron choutha sandesa nandoyi ji ka aaya choutha sandesa nandoyi ji ka aaya main chal padi thi magar yaad aaya itni jaldi main itni jaldi main kaise maan
shahron mein se shaher suna bhai shahar suna tha dilli dilli shahar mein chandani naam ki ladki mujh se mil li uski jheel si aankhon mein haaye dil mera dooba bani wo meri yahi wo meri tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba are shahron mein se shaher suna bhai shahar suna tha dilli dilli shahar mein chandani naam ki ladki mujh se mil li uski jheel si aankhon mein haaye dil mera dooba bani wo meri yahi wo meri tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba tu hai wo meri mehbooba maine tujhko dekha to pehli nazar mein jaan liya hai mera mehboob tu hi maine tujhe pehchaan liya maine tujhko dekha to pehli nazar mein jaan liya hai mera mehboob tu hi maine tujhe pehchaan liya khaabon aur khayaalon ki galiyon mein jisko dhoondha bana tu mera haan bani tu meri bani main teri mehbooba bani main teri mehbooba bani main teri mehbooba haan shahron mein se shaher suna bhai shahar suna tha dilli dilli shahar mein chandani naam ki ladki mujh se
mere haathon mein nau nau chudiyan hain thoda thehro sajan majbooriyan hain mere haathon mein nau nau chudiyan hain thoda thehro sajan majbooriyan hain milan hoga abhi ik raat ki dooriyan hain lambi lambi te kaali kaali raaton mein kaahe chudiyan khanakti hain haathon mein lambi lambi ho lambi lambi te kaali kaali raaton mein kaahe chudiyan khanakti hain haathon mein le jaa vaapas tu apni baraat mundiya main nahin jaana nahin jaana tere saath mundiya le jaa vapas ho le jaa vapas tu apni baraat mundiya main nahin jaana nahin jaana tere saath mundiya sataayega jagaayega tu saari raat mundiya aate jaate gali mein mera dil dhadke mere peeche pade hain aath dus ladke aate jaate gali mein mera dil dhadke mere peeche pade hain aath dus ladke hai meri ghutnon se lambi hai meri choti hai hai meri aakh shatranj di goti hai mere ghutnon se lambi meri choti hai meri aakh shatranj di goti hai mere babul na phir kehna abhi tu chhoti hai mere darzi se aaj meri jung ho gayee kal
parbat se kaali ghata takraayi paani ne kaisi ye aag lagaayi parbat se kaali ghata takraayi paani ne kaisi ye aag lagaayi haaye aag lagaayi dil dene dil lene ki rut aayi parbat se kaali ghata takraayi paani ne kaisi ye aag lagaayi hey aag lagaayi haaye aag lagaayi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa maare sharm ke main to simat gayi chunari meri mujh se lipat gayi maare sharm ke main to simat gayi chunari meri mujh se lipat gayi aise mein tune jo li angdaayi aa aa aa aa aa aise mein tune jo li angdaayi haaaa aag lagaayi dil dene dil lene ki rut aayi parbat se kaali ghata takraayi paani ne kaisi ye aag lagaayi hey aag lagaayi haaye aag lagaayi masti mein aake main jhoom loonga roko mujhe main tumhe choom loonga ho masti mein aake main jhoom loongi roko mujhe main tumhe choom loongi masti mein aake main jhoom loongi roko mujhe main tumhe choom loongi masti mein aake main jhoom loonga roko mujhe main tumhe choom loonga chhedo na mujhko yun chhodo
tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa pehle pehle pyaar ki pehli raat yaad rahegi phoolon ke iss shehar ki mulaakaat yaad rahegi kaash yahin saari umar yun hi jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon pehle in aakhiyon se baatein main chand kar loon teri inhi baaton ne liyaa mujhe jeet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa chhote chhote din raat chhote chhote din raat lambee lambee baatein hain jaldi hai kis baat ki badi mulaakaatein hain baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe
tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani rehati hai khaamosh sadaa bas ek paheli si woh har dam mere saath magar lagti hai akeli si woh ek hi baat mein kar jaati hai woh kitni hi baaten uski baaten khatam na ho dhal jaayen lambi raaten kabhi kabhi lagti hai apni kabhi kabhi begaani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani mere dil mein bajten hai uski yaadon ke ghunghuroo usko dekha to mai jaana kya hota hai jaadu angdaayi wo leti hai dil mera dhadak jaata hai uske phool badan se ik shola sa lapak jaata hai wo chhoo le to aag lage jal jaaye yaar ye paani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani door se uss ko dekh ke dil ki pyaas bujha leta hoon sapnon mein usko main apne paas bula leta hoon tere dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Meri Jaan Chandni (1989) 03:41 20009
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shri Devi
Duration : 03:41   Song Number : 20009   

Chandni O Meri Chandni Chandni (1989) 04:47 20248
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shri Devi
Duration : 04:47   Song Number : 20248   

Lagi Aaj Saawan Ki Chandni (1989) 03:36 20820
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 03:36   Song Number : 20820   

Main Sasuraal Nahin Chandni (1989) 04:18 20865
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Pamela Chopra
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor
Duration : 04:18   Song Number : 20865   

Mehbooba Chandni (1989) 04:58 12960
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shri Devi
Duration : 04:58   Song Number : 12960   

Mere Haathon Mein Nau Nau Chudiyan Chandni (1989) 05:45 12961
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Rishi Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 12961   

Parbat Se Kaali Ghata Chandni (1989) 04:38 21089
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Vinod Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 21089   

Tere Mere Honthon Pe Chandni (1989) 05:32 21295
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:32   Song Number : 21295   

Tu Mujhe Suna Chandni (1989) 04:43 21338
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 04:43   Song Number : 21338